Kya janwaron ko zabah karna un par zulm hai?

Kya janwaron ko zabah karna un par zulm hai? Muhammad Arif Raza Madani Radd e subhat
Kya janwaron ko zabah karna un par zulm hai?
Kya janwaron ko zabah karna un par zulm hai? ✒️🖇️: *Muhammad Arif Raza Madani _____________________________________ *Sawal* Janwar ko zabah karna ghair fitri amal hai. Qudrat ne unhe zindagi di hai to insano ko koi haq nahi ke woh unki zindagi ko khatam kar de. *الجواب بعون الملک الوھاب* Janwaron ke zabah ke amal ko ghair fitri aur zulm qarar dena hikmat e Ilahi (حکمت الہی) se nawaqifiyat ki daleel hai. Is ko hum darj zail muqaddamon mein bayan karenge: (1) Janwar do tarah ke hain: (1) Jo aql o sha'oor rakhne wale ya taqatwar hain. Yeh apni taqat o quwwat aur apni chaalaki ke zariye apni ghiza hasil kar lete hain jaise sher, cheetah, kutte, billiyan waghera. Yeh janwar apni ghiza hasil karne mein insano ke mohtaaj nahi. Neiz yeh apni hifazat khud kar lete hain aur yeh apni hifazat mein dosron ke mohtaaj nahi hain. (2) Woh janwar jo na to taqat o quwwat rakhte hain aur na hi aql o sha'oor jiske zariye apna rizq hasil kar saken, balki inka rizq insano par munhasir hai jaise bakri, bhain…

ایک تبصرہ شائع کریں